Sara Zamana is a hindi song from the movie Yaarana. This beautiful evergreen song Sara Zamana was sung by in the voice of Kishore Kumar. Sara Zamana song music composed by Rajesh Roshan and Sara Zamana song lyrics are written by Anjaan. Sara Zamana haseeno ka deewana starring Amitabh Bachchan, Amjad Khan, Neetu Singh, Tanuja, Aruna Irani, Kader Khan, Ranjeet, Jeevan, Ram Sethi. Video song can be watched below.
Sara Zamana Haseeno Ka Deewana Lyrics – Kishor Kumar|Yaarana
Hey sara zamana sara zamana Hasinon ka
deewana
Hasinon ka
deewana
Hey sara zamana sara zamana
hasinon ka deewana
hasinon ka deewana zamana
kahe phir kyon zamana
kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Bura hai dil lagana
Hey sara zamana hey
Yeh kaun keh raha hai
tu aaj pyaar kar le
jo kabhi bhi kathma na ho woh
aetbaar kar le
Yeh kaun keh raha hai
tu aaj pyaar kar le
jo kabhi bhi kathma na ho woh
aetbaar kar le
Maan le, maan le
Meri baat meri baat
Sara zamana sara zamana Hasinon ka
deewana
Hasinon ka
deewana
Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai
Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai
Maan le, maan le
Meri baat meri baat
Hey sara zamana sara zamana Hasinon ka
deewana
Hasinon ka
deewana
Hey sara zamana sara zamana Hasinon ka
deewana zamana kahe
phir kyon zamana
kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Lyrics End here
Song Details Sara Zamana Haseeno Ka Deewana
Song Title: Sara Zamana Haseeno Ka Deewana
Movie: Yaarana
Singer: Kishore Kumar
Lyrics: Anjaan
Music: Rajesh Roshan
Music Label: Universal Music
Starring: Amitabh Bachchan, Amjad Khan, Neetu Singh, Tanuja
Release on: 10th January, 1981
No comments:
Post a Comment