"Unlock the melodies of your soul with our lyrics website – where every word becomes a symphony. Dive into a world of rhythm and emotion, and let the music of your favorite songs come alive through our meticulously curated collection of lyrics."

Phoolo Ka Taro Ka Sabka Kehna Hai Lyrics - Kishore Kumar & Lata Mangeshkar

Phoolon Ka Taaron Ka Lyrics is a Hindi song from the movie Hare Rama Hare Krishna. This beautiful Raksha Bandhan song sung by Kishore Kumar and Lata Mangeshkar, music composed by R. D. Burman and Phoolo Ka Taro Ka Sabka Kehna Hai song Lyrics written by Anand Bakshi.


Phoolo Ka Taro Ka Sabka Kehna Hai Lyrics - Kishore Kumar & Lata Mangeshkar


Phoolo Ka Taro Ka Sabka Kehna Hai Lyrics



Phoolon ka taron ka sabka kehna hai


 Ek hazaron mein meri behna hai


 Saari umar hamein sang rehna hai



 Phoolon ka taron ka sabka kehna hai


 Ek hazaron mein meri behna hai


 Saari umar hamein sang rehna hai


 Phoolon ka taron ka sabka kehna hai



 Jab se meri aankhon se ho gayi tu door


 Tab se saare jeevan ke sapne hain choor


 Aye jab se meri aankhon se ho gayi tu door


 Tab se saare jeevan ke sapne hain choor


 Aankhon mein neend na man mein chaina hai


 Ek hazaron mein meri behna hai


 Saari umar hamein sang rehna hai


 Phoolon ka taron ka sabka kehna hai



 Yeh na jana duniya ne tu hai kyon udaas


 Teri pyaasi aankhon mein pyaar ki hai pyaas


 Aa mere paas aa keh jo kehna hai


 Ek hazaron mein meri behna hai


 Saari umar hamein sang rehna hai


 Phoolon ka taron ka sabka kehna hai



 Dekho hum tum dono hain ek daali ke phool


 Main na bhoola tu kaise mujhko gayi bhool


 Haan dekho hum tum dono hain ek daali ke phool


 Main na bhoola tu kaise mujhko gayi bhool


 Aa mere paas aa, keh jo kehna hai


 Ek hazaron mein meri behna hai


 Saari umar hamein sang rehna hai


 Phoolon ka taron ka sabka kehna hai



 Jeevan ke dukhon se yun darte nahin hain


 Aise bachke sach se guzarte nahin hain


 Haye jeevan ke dukhon se yun darte nahin hain


 Aise bachke sach se guzarte nahin hain


 Sukh ki hai chaah to dukh bhi sehna hai


 Ek hazaron mein meri behna hai


 Saari umar hamein sang rehna hai



 Bholi bhali japani gudiya jaisi tu


 Pyaari pyaari jaadu ki pudiya jaisi tu


 Bholi bhali japani gudiya jaisi tu


 Pyaari pyaari jaadu ki pudiya jaisi tu


 Dadi ka mummy ka sabka kehna hai


 Ek hazaron mein meri behna hai


 Saari umar hamein sang rehna hai


 Phoolon ka taron ka sabka kehna hai



 Phoolon ka taron ka sabka kehna hai


 Ek hazaron mein meri behna hai


 Aye la la la la la la la la la la la la


 Ek hazaron mein meri behna hai


 O la la la la la la la la la la la la


Lyrics End here


For read more your favorite song lyrics here...

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Pages