Ganesh Aarti Lyrics - Anuradha Paudwal
Jai ganesh jai ganesh jai ganesh
deva mata jaki parvati, pita
mahadeva ekadanta
dayavanta, char bhujadhaari
mathe par tilak sohe, muse ki
savari paan charhe, phool
charhe aur charhe meva
ladduan ka bhog lage, sant
karein seva Jai ganesh jai
ganesh jai ganesh deva mata
jaki parvati, pita mahadeva
andhe ko aankh deta, korhina
ko kaya baanjhana ko putra
deta, nirdhana ko maya soora
shyama sharana aaye, saphal
kije seva mata jaki parvati,
pita mahadeva maata jaki
parvati, pitaa mahadeva
mataa jaki parvati, pita
mahadeva ..
Lyrics End here
No comments:
Post a Comment