Mitwa Bhool Na Jana is a hindi song from the 1988 movie Kab Tak Chup Rahungi. singer is Mohammed Aziz. composer is Bappi Lahiri and lyricist or song writer is Sameer. music director is Bappi Lahiri. Song features Aditya Pancholi, Amala, Kader Khan, Aruna Irani, Kiran Kumar, Saeed Jaffrey, Rajendra Nath, Satyen Kappu. song was released on 10th June, 1988 by T-Series. YouTube video song can be watched above.
Mitwa Bhool Na Jana|Kab Tak Chup Rahungi lyrics
Mitwa bhool na jana
Mitwa bhool na jana
Mujhko bhool na jana
Maine ye wada kiya
Dharti jab tak rahegi
Ambar jab tak rahega
Tujhse pyar karunga
Mitwa bhool na jana
Mujhko bhool na jana
Maine ye wada kiya
Dharti jab tak rahegi
Ambar jab tak rahega
Tujhse pyar karunga
Mitwa bhool na jana
Phool se khushboo ja sakti
Hai dil se pyar na jayega
Jism se jaan zuda ho par
Hume kon zuda kar payega
Jism se jaan zuda ho par
Hume kon zuda kar payega
Khushboo jab tak rahegi
Mausam jab tak rahega
Tujhse pyar karunga
Mitwa bhool na jana
Ho yaad teri jab jab aati hain
Aankh se aansu bahte hain
In aankho ke bahte aansu
Har pal mujhse kahte hain
Yaad teri jab jab aati hain
Aankh se aansu bahte hain
In aankho ke bahte aansu
Har pal mujhse kahte hain
In aankho ke bahte aansu
Har pal mujhse kahte hain
Yaade jab tak rahegi
Aansu jab tak rahega
Tujhse pyar karunga
Mitwa bhool na jana
Jab meri saans chalegi
Teri raah niharonga
Tujhko milne aana hoga
Jab mai tujhe pukarunga
Aa ja aa ja aa ja aa ja
Sanse jab tak rahegi
Jeevan jab tak rahega
Tujhse pyar karunga
Mitwa bhool na jana
Mujhko bhool na jana
Maine ye wada kiya
Dharti jab tak rahegi
Ambar jab tak rahega
Tujhse pyar karunga
Mitwa bhool na jana
Mitwa bhool na jana
Mitwa bhool na jana
Mitwa bhool na jana.
lyrics End here
Mitwa Bhool Na Jana Song Details
Song Tittle: Mitwa Bhool Na Jana
Movie: Kab Tak Chup Rahungi (1988)
Singer: Mohammed Aziz
Song Lyrics: Sameer
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Music Label: T-Series
Starring: Aditya Pancholi, Amala, Kader Khan, Aruna Irani, Kiran Kumar, Saeed Jaffrey, Rajendra Nath, Satyen Kappu
No comments:
Post a Comment