Chale Aana Lyrics - Armaan Malik|De De Pyaar De
Chale Aana Lyrics is a Hindi song from the movie De De Pyaar De. This lovely romantic song was sung by in the voice of Armaan Malik, Staring Ajay Devgn, Tabu, Rakul Preet. Music was given by Amaal Mallik and Chale Aana Lyrics are written by Kunaal Vermaa. You tube video song can be watched below. Chale Aana Lyrics - Armaan Malik Juda hum ho gaye maana Magar yeh jaan lo jaana... Juda hum ho gaye maana Magar yeh jaan lo jaana Kabhi main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Tumhe main bhool jaaunga Yeh baatein dil mein na lana Kabhi main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Tha kaun mera, ek tu hi tha Saanson se zyada jo zaroori tha Tere liye main kuch nahi lekin Mere liye tu mera sab kuch tha Nahi jaana bhula kar ke Yeh baatein tum hi kehte the Rahi khushiyaan nahi meri Ke tum bhi waqt jaise the Tumhara tha rahega bhi Karein kya dil hai deewana Kabhi main yaad aaun...