Janam Janam Ka Sath Hai Tumhara Hamara Lyrics of Bheegi Palkein (1982): This is a romantic song from the movie Bheegi Palkein starring Raj Babbar & Smita Patil. It is sung by Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar. Director Sisir Mishra
Janam Janam Ka Sath Hai Tumhara Hamara Lyrics - Bheegi Palkein
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Agar na milte is jeevan mein lete janam dobara ..
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Agar na milte is jeevan mein lete janam dobara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Jab se ghoome dharti sooraj chaand sitare
Ho ... o ..
Jab se ghoome dharti sooraj chaand sitare
Tab se meri nigahein samjhein tere ishare
Roop badal kar saajan
Maine phir se tumhein pukara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Paaar ke pankh laga ke door kahin ud jaayein
Ho ... o ..
Paaar ke pankh laga ke door kahin ud jaayein
Jahaan hawayein gham ki
Hum tak pahunch na paayein
Kushiyon ki kushbu se mehke
Ghar sansar hamara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Agar na milte is jeevan mein lete janam dobara ..
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Tumhara hamara
Tumhara hamara
lyrics End here
Janam Janam Ka Sath Hai Tumhara Hamara Song Details
Movie: Bheegi Palkein (1982)
Singer: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music: Jugal Kishore-Tilak Raj
Lyrics: M G Hashmat
Director: Sisir Mishra
No comments:
Post a Comment